Some Baniya Jokes

Baniya called a newspaper office & asked: Mera Chacha Mar gaya hai, kya charges hongay?
NewsPaper: Rs.50 per word.
Baniya: Oh bohat ziyada hain, Acha likho “Chacha Guzar Gaye”.
Newspaper: Sir! It should be minimum 6 words!
Baniya: Oh ho! Jara sochnay do….. Acha likho……. ……… .
Chacha Guzar Gaye – Maruti for Sale .

Baniya ko bhoot charh gaya ,
3 din baad bhoot khud ek ojha k paas gaya aur bola,
Ojha sahab mujhe bahar Nikalo..! Warna me to bhookha hi mar jaon ga

Baniya ask to Taxi Driver: CP wale gurudware jayega kya?
Taxi Driver: Han jaon ga.
Baniya ne jaib se lunchbox nikala or kaha:
Wapsi main langar ka khana lete aana.

Titanic K Sath Baniya Bhi Doob Raha Tha
Aur Hans Bhi Raha Tha
Dost: Oye Hans Kyun Raha Hai?
Baniya: Shukar Hai Main Ne Return Ticket Nahi Khareeda